Oneplus 9 r 2024 mein purchase karna chahiye ya nahi and a wala device kaisa rahega allrounder phone hai ya gaming phone ya camera send it phone hai sab ke upar ham baat karne Wale Hain to acche se padh lijiye aapke liye bahut helpful rahega
..
OnePlus 9 r bahut hi jyada flexip phone hai ismein aapko bahut sari features dekhne Ko mil jaate Hain kyunki yah flexip phone hai and abhi ke time per 3 sal purana ho chuka hai 3 sal aapane bol sakte matlab 2 sal purana ho chuka hai to Abhi ke time per iska power kaisa hai and isko main three part mein divide karunga pahla rahega gaming second camera third normal users to chaliye pura chijon ko dekh lete ek sath and sath hi sath battery and heating ke bare mein bhi baat karenge...
Oneplus 9 gaming agar karna Jadu to one of the best device hai jismein aap next level quality ki koi sa bhi game chala kar dekh sakte ho abhi ke time per powerful game mein jo mobile per aata hai vah pubg hai ismein aap 90s mein gaming kar sakte ho Bina koi dikkat ke thoda sa hi to hoga hi heating up likhkar le Lo ho jaega lekin gaming bahut hi badhiya quality ka aapko kara kar de dega kyunki ismein bahut jyada badhiya quality ki processor laga hua hai....
Oneplus 9 RK camera mein baat kare to dekhiae ismein aapko let ka support bhi dekhne Ko mil jata hai pahle se main bolunga ki oneplus ke camera acchi hote hain itna jyada kharab nahin hota to 1 + 9er ke camera mein bhi aapko bahut achcha chij hai dekhne Ko mil jaega 4K 60 FPS mein videography kar sakte ho cinematic video graphy ke sath aap nikal sakte ho isko main matlab bolunga na to next level chij hai jo camera ke mamle mein best Rahane wala hai...
Oneplus 9 mein agar main all rounder I mean social media thoda sa use karo thoda sa camera thoda sa gaming karo to all rounder phone ke liye best hai bolunga ki iski display ko lekar because 120 hertz display hai usmein aapko green line Ishu dekhne Ko mil jaega to display per change rahega to vahan per best hoga change nahin hai to dekh sakte ho device ke price ke upar depend Karta hai LCD hai ya emulator uske bad depend karega and agar main battery ki baat karo battery backup achcha dekhne Ko mil jaega itna bhi Bura nahin hoga...
And hitting a to hoga hi sath hi sath Jo main baat karunga yahan per device ki price ki dekhiae aap 128 GB se lekar 256 parent ka price agar main batao to vahan per aapko 128 GB ke liye 10000 rupees pay karna pad sakta hai and 256 GB ke liye 15000 aapko pay karna padega to ismein aapko best Dil mil jaega baki aap acche se dekh kar samajh ke lijiyega..
Artical ko padhne ke liye bahut jyada dhanyvad milte Hain aap logon se aur ek artical mein thanks for watching..
0 Comments